Friday, May 13, 2011

khamosh 7



















Mujh ko shikast-e-dil ka maza yaad aa gaya..
Tum kyoon udaas ho gaye, kya yaad aa gaya.
.

Kehny ko zindagi thi buhat mukhtasar magar..
Kuch yoon basar hui ke Khuda yaad aa gaya.
.

Barsy baghair hee jo ghata ghir k khul gai..
Ek be-wafa ka ehd-e-vafa yaad aa gaya..


Mangien gein ab duwa k usy bhool jaein hum..
Lekin jo wo ba-waqt-e-duwa yaad aa gaya!.
.

Hairat hay tum ko dekh ke Masjid mein Ae Ghalib..
Kya baat ho gai jo Khuda yaad aa gaya.
.


Beautiful prposr
lamha lamha tuje dil main utarta dekhon
apni ankhon main koi chand ubrta dekon

kon c simat liye jati hai chahat teri
ik sitra sa kehi door chamakta dekhon

tere sarape ne aata ki hai nazr ki dolat
jis tara chaya hai tera rang machalta dkhon

tumain dekha to howe pyar k qail hm b
bas tere pyar main ab dil ko machalta dekhon






kuch or to khuda se nehain chahte hain ham

tm se juda na hun ye dua mangte hain ham



is main bhala jahan se darne ki bat kya?

hm hr jaga kehain gay tumain chahte hain ham



lgta hai ye k jheel ki gehrai kuch nehain 

un ki haseen ankh main jb jhankte hain ham



mangay agr wo jan to hazir hai dosto

un ki koi b bat kahan talte hain ham





ankhaon ko intazar ki aadat c ho gai

younhi khyal e yar ki aadat c ho gai



ab dosra koi milay to dil manta nehain

ham ko to tere pyar ki aadat c ho gai










mere hmsafr mere ham nasheen

main ne Rab se manga to kuch nehain



maine jb b mangi koi dua

nehain manga kuch b tere siwa



ye talab kiya k mere Khuda

sabi rahatain sabi chahatain



wo ata karay tuje manzilan

ye talab kiya k mere khuda



tuje qarar de tuje taj de 

tuje har khushi se nawaz de



mere hamsafar mere chehra ghar

ye muhabton ka hai kathan safar



mre sath chalna zara pyar se

zara dekh to mere hosla 



mere pas jo hai wo hai tera

mere ham safar mere hm......











 
 heartbeat 

No comments:

Post a Comment