To My World By Zahid Malik 89 ay chand ki kirno ay chand ki kirno jaoo na tum us ko choo kar aao na wo kab kab kya kya karta hai ? wo jagta hai ya sota hai ? wo kis se batain karta hai ? wo sham ko kesa lagta hai ? wo rat ko kesa dikhta hai ? wo soye kesa lagta hai ? tum chupke chupke jao na tum us ko cho kar aao na hm us k bina adoray hain or jina mushkil lagta hai tum kan main us k keh dena koi yad bohat use karta hai ay chand ki kirno jaoo na Kamal kartay ho har roz bhula dete ho kamal karte ho hanste ko rula dete ho kamal karte ho nehain hai muhabat to saf keh do Q umeed barha dete ho kamal karte ho ham tumain bholne lagte hain jb b aa k pyar jata dete ho kamal kartay ho jante ho k aik hi diya hai mere ghar phir b hawa dete ho kamal kartay ho bhoolne ka jo muje har roz kehte ho yoon yad dila jatay ho kamal kartay ho khud hi kehtay ho k nasha haram hai or jham ankhon se pila dete ho kamal karte ho careful eyes ajeeb tarha se socha tha zindagi k liye jeena marna tha sirf ose k liye wo muj ko tanha chor gya to yakeen howa k koi shaksh b nehain marta kisi k liye......... Zahid Malik |
Friday, February 18, 2011
iiikhamoshiii
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment