GOONJ RAHA HAI DIL MEIN NA'JAANE KAB SE TUMHARA AAO RASTA DEKH RAHI HAI GEHRI NEELI SHAAM
BADAL, PERBAT, JHEEL, PARINDAY, JHARNAY, PHOOL,
POOCH RAHE HAIN YEH SAB MUJH SE TUM AAO GAY
INN KI UMEEDEIN, MERE SAPNE HONE NA DO NA'KAAM
AAO RASTA DEKH RAHI HAI GEHRI NEELI SHAAM
SER KO JHUKAYE PAER KHARE HAIN, GUMSUM HAIN
MAIN HOON, GHUM HAI, TANHAYI HAI AUR THUNDI
AAHEIN
AB AA JAO HONE NAHI DO PYAR KA YEH ANJAAM AAO RASTA DEKH RAHI HAI GEHRI NEELI SHAAM Kuch door humare saath chalo hum dil kee kahaani keh Samjhe na jise tum aankhon se woh baat zubaani keh Phoolon kee tarhan jab honton pe ik shokh tabasum
Dheeray se tumhare kano mein ek baat puraani keh Izhaar-e-wafaa tum kiya jano iqraar-e-wafaa tum kiya
Hum zikar karenge gairon kaa aur apni kahaani keh
deinge
Mausam tu baraa hee zaalim hai toofan uthaata rehta Kuch log magar is hel-chal ko bud-mast jawaani keh
Band Dareechey, sooni Galyaan an-dekhey anjaney log kis nagri mai aa nikley hein Hum jesay Deewaney log
<<~!~>> <<~!~>>
Ek Hum hi Na-Waqif there Roop nagar ki Galyon se
Bhess badal kar milney waley sab janey pehchaney log
<<~!~>> <<~!~>>
Din ko Raat kahein so Barhaq, Subha ko Shaam kahein
Aap ki Baat ka kehna hi kya, Aap hoye Farzaney log
<<~!~>> <<~!~>>
Shikwa kya aur kesi Shikayat, Aakhir kuch Bunyad to Tum per Mera haq hi kya hai, Hum there Beganey log
<<~!~>> <<~!~>>
Shehar kahan khali rehta hai, ye darya har dam behta Aur boht se mil jayein gay, Huim jaisey Deewaney log
Suna hai usske Ahd-e-wafa mai Hawa bhi Muft nahin un Galyon mai har har Saans pe bhartey hein jurmaney
Tumharay raah badalney ki baat kis se karon mein apnay khawb bikharnay ki baat ki...s se karon
abhi wo jaan-e-ghazal duur hai nighahon se abhi mein jaan se guzernay ki baat kis se karon
abhi to hijer ki taarikiyaan hain chaaron taraf abhi mein chand nikalnay ki baat kis se karon
abhi to apnay ghamo se nidhaal hain sabhi abhi mein teray bicharney ki baat kis se karon kiya likhain is kaghaz per, ab likhnay ko kiya baki hai,
ik dil tha so wo toot gaya...
ab lutnay ko kiya baki hai,
ik shakhs ko hum ne chaha tha,
kuch rait per naksh banaya tha,
wo rait to kab ki bikhar gai,
wo naksh kahan ab baki hai,
ab kiya likhain is kaghaz per,
ab likhnay ko kiya baki hai,
wo jin ko hum apni nazmoun ka,
unwan banaya kartay thay,
wo lafzoun ka bana kar taj mehal,
kaghaz per sajaya kartay thay,
wo hum ko aikala chor gaya,
ab chornay ko kiya baki hai,
ab kiya likhain is kaghaz per,
ab likhnay ko kiya baqi hai……… !! <~>
ReMeMbEr Me iN yoUr PrAyErZ (¨`•.•´¨) Always
`•.¸(¨`•.•´¨) Keep
(¨`•.•´¨)¸.•´ Smiling!!
`•.¸.•´
Zahid Malik´¨)
¸ •´ ¸.•*´¨) ¸.•*¨)
(¸.•´ (¸.•* ???...?? |
|
No comments:
Post a Comment